Jo Dil Kay Paas Hotay-way Nazar Say Dour Rehtay Hain
Woh Aksar Poochtay-ain Ham Say, Bhala Ham Yaad Aatay Hain
Nahin Keh Kar Unhein Ham, Kuch Unhee Ka Jee Jalatay Hain
Kucj Apnay Dil Ko Behlanay Kee Jhootee Aas Kartay Hain
Ajab Hai Yeh Gham-e-Hijran, Subah Say Shaam Honay Mein
Khabhi Lamha Nahi Lagta Aur Ab Sau Saal Lagtay Hain
SAAR - 13 September 2005
Powered By Qumana